Zehar judai ka kadwa hota hai
Kisi ki yaad sahare jeena bahut muskil hai
par jeena padta hai.
Zehar judai ka bahut kadwa hota hai
par sab ko ye peena padta hai.....
Kisi ki yaad sahare jeena bahut muskil hai
par jeena padta hai.
Zehar judai ka bahut kadwa hota hai
par sab ko ye peena padta hai.....
Raat Ki Tanhai Mein Akele The Ham,
Dard Ki Mehfilo Mein Ro Rahe The Ham,
Aap Hamare Bhale Hi Kuch Nahi Lagte,
Par Fir Bhi Aapke Bina Bilkul Adhoore Hain Ham
Zindgi Bhi kya cheez hai,,,
Jo Bhi Zindgi main aya
Hamne sabh ko pyar kya,
Lekin Iss Dil ko,, Sabh ne zakhm diya...
Teri yaad me jara aankhe bhigo lu
Udas raat ki tanhai me solu
Akele gam ka bojh ab sambhlta nai
Agar tu mil jaye to tujhse lipat kar rolu :(
Iss dil ki berukhi ki wajah hamse puchiye,
mohabbat mein mil rahi saza hamse puchiye,
kyun ho udaas tum gam ki talash mein
gam ki har gali ka pata hamse puchiye....