Page - 354

Ye Kaisi Mohabbat Hai

तुम्हें चाहते है बेइंतहा पर चाहना नही आता
ये कैसी मोहब्बत है हमें कहना नही आता <3
#जिंदगी में आ जाओ अब जिंदगी बन कर
कि अब तेरे बिन जिंदा रहना नही आता <3

Kiski Talaash Rehti Hai?

Na Jane Ye Nazrein Kyun Udas Rehti Hain,
Na Jane Inhe Kiski Talaash Rehti Hai,
Ye Jankar Bhi Wo Kismat Me Nahi Hai..
Fir bhi Unhe Pane Ki Ek Aas Rehti Hai..!!!

Musafir kabhi wapis nahi aate

उनकी नज़रों में मिट्टी के घर नहीं आते
रहने वालों के उन्हें हाल नज़र नहीं आते
खुशी के आंसू ज़रा बचा कर रखना यारो
गमों के तूफान कभी कह कर नहीं आते
बड़े ही बे रहम होते हैं ये गुज़रे हुए लम्हें
बीते एक बार तो फिर लौट कर नहीं आते
मुसाफिरों के लिये दिल बेचैन क्या करिये
चल पड़ते हैं आगे फिर मुड़ कर नहीं आते...

Dard Hua Dil Ke Toot Jane Se

Dard Bahut Hua Dil Ke Toot Jane Se,
Kuch Na Mila Uske Liye Aansu Bahane Se,
Wo Jante The Wajah Mere Roothne Ki,,,
Fir Bhi Baaz Na Aaye Mujhko Aazmane Se!

Mohabbat Tamasha Na Ban Jaye

Tamasha Na Ban Jaye Meri Mohabbat Kahi,
Iss Liye Apne Dard Ka Izhaar Nahi Karta,
Jo Kuch Mila Hai Usse Mein Khush Hoon,
Tere Liye Khuda Se Takraar Nahi Karta,
Par Kuch To Baat Hai Teri Fitrat Mein Zalim,
Warna Tujhe Chahne Ki Khata Baar Baar Nahi Karta!!