Kabhi Aayi Teri Yaad Maa To Hum Jee Bhar Ke Ro Liye
Kabhi Jaage Hum Saari Raat To Kabhi Din Mein Hi So Liye
Aansuo Se Tumhare Na Hone Ka Gam Mita Raha Hu
Kya Batau Kaise Jeeye Ja Raha Hu
Tumhara Dulaar Bahut Yaad Aata Hai
Har Baar Aankho Mein Aansu Chod Jata Hai…
Aajkal ke bacche.
Maa : Beta, Kya Kar Rahe Ho ?
.
Beta : Padh Raha Hu :)
.
.
Maa: Wah Excellent...!!!
Kya Padh Rahe Ho ?
.
Beta : Aapki Hone Wali BAHU Ke Messages... :D
Bhagwan ne ek aadmi ki yaddasht khatam kar di....
aur pucha - Kuch yaad aa raha hai???
.
.
Aadmi- haan meri biwi ka naam ''Sarita''
.
.
Bhagwan hase aur bole- poori MEMORY FORMAT kar di
lekin #VIRUS abhi tak nhi gaya... :D