Page - 574

Kyunki Rulati Hai Ye Mohabbat

Khud Se Jyada #Bharosa Na Karna Kisi Par,
Kisi Se Tum #Mohabbat Na Karna Toot Kar,
.
KYUNKi...
..
Rulati Hai Ye Mohabbat,
#Tadpaati Hai Ye Mohabbat,
Aur Fir Chhod Jaati Hai Ye Mohabbat.!!!

Kya karein in pyare dosto ka

Kya kare in pyare-pyare dosto ka..
Jo dheere-dheere hame bhula rahe hain
.
kabhi kiya karte the dheron msg
Aaj ek-ek paisa apni shadi ke liye bacha rahe hain.. :D

Karo us ladki se AASHQUI

1 baat bataon RAAZ ki,
karo us ladki se "AASHQUI",
Jis ke chehre pe ho "SAADGI",
Sanson mein ho "TAAZGI",
Chandni ho "CHAND ki,
Rani ho "RAAT" ki,
Khushbu ho "GULAB" ki,
Baatein kare "PYAR" ki,
Nazuk ho "MIZAJ" ki,
Achhi ho "IKHLAQ" ki,
Paband ho "NAMAZ" ki,
Khidmat kare "MAA,BAAP" ki,
Aur hamesha kahe!
MAIN HOON SIRF AAP KI <3

Tera chehra aankhon se hataya nahi jata

सिर्फ पानी को देखकर प्यास को बुझाया नहीं जाता,
केवल चाहने से किसी को पाया नहीं जाता,
कोई भूल गया मुझे तो बहुत अच्छी बात है,
पर मुझसे अपनी सांसो को यूँ दूर किया नही जाता,
हम तेरे अपनों में शामिल नही कोई बात नही,
पर हमे तो गैरों को भी यूँ भुलाया नही जाता,
कभी पास रहके भी प्यार नही पनपता,
कभी दूर रहके भी मोहब्बत को कम किया नही जाता,
जब तक देख सकता हूँ अपनी जिन्दगी को करीब से,
जाने अनजाने मै उसे देखता ही रहूँगा,
एक पल को भी तेरा चेहरा आँखों से हटाया नही जाता,
जिन्दगी काटनी है तो काट ले कैसे भी,
पर यूँ गैर बनके एक पल को भी जिया नही जाता...

Himmat Baaki Ho To Kuch Nahi Khoya

Duniya Tum ko Us Waqt Tak Nahi Hara Sakti
Jab Tak Tum Khud Se Na Haar Jayo.

Agar Sab Kuch Kho Kar Bhi Kuch Karne Ki
Himmat Baaki Ho To Samjho Kuch bhi Nahi Khoya.