Page - 603

Dekhne mein ek jaisi lagte hain

Jaise #CHINESE #JAPANESE
AUR #NEPALI dekhne mein ek jaise lagte hain
Waise hi....
.
.
#HiNDI #MARATHI Aur #SANSKRIT
dekhne mein ek jaisi hi lagti hain

Bhagwan ke naam pe kuch de de

IN 2018.
BIKHARI: Bhagwan ke naam pe kuch de de.
ENGINEER : Ye le meri B.tech ki degree rakh le.
.
.
.
.
BIKHARI: Tujhe chahiye
to meri M.tech ki rakh le. :P :D

Waqt kabhi kisi ka gulam nahi hota

HEART TOUCHING STORY :
1 ladka 1 ladki ko bahut chahta tha,
Ladka : mai tumse shadi karna chahta hu,
Ladki : tum jitna mahine me kamate ho, utna mera 1 din ka
kharcha hai, so mujhe bhul jao
Ladka waha se chala jata hai. :(

phir 10 saal bad wo ladka aur ladki 1 mall mein milte hain
Ladki : aaj bhi tum wahi par ho n
mere pati 2 lakh Rs. Mahina kamate hain..
itne me ladki ka pati aata hai
aur ladki se kehta hai...
"Ye hamare company aur iss
mall ke malik hai n inka 1 year
ka turnover 20cr. Rs. Hai.
aur sir kisi Ladki ko bahut
chahte the isiliye aaj tak inhone shadi nhi ki...
Moral : waqt kabhi kisi ka gulam nahi hota,
aur sacchha pyar 2 baar nahi hota..

Kash koi dekhe tujhe meri nazar se

उतरा है मेरे दिल में कोई #चाँद नगर से
अब #खौफ ना कोई अंधेरों के सफ़र में

वो बात है तुझ में कोई तुझ सा नहीं है
काश कोई देखे तुझे मेरी #नज़र से !!!!! <3

Waqt Ko Jisne Nahi Samjha

Waqt Ko Jisne Nahi Samjha
Use Mitna Padta Hai....

Bach Gya Talvaar se To
Phool Se Katna Padta Hai

Chahe Kitni Hi Badi Ho,
Har Nadi Ki Raah Se
Chattan Ko Hatna Padta Hai....