Page - 662

Agar main kho jaaun to kya karoge

Wife:- Agar main kho jaaun to tum kya karoge ??
.
.
Husband:- Main akhbaar me advertisement dunga..
.
Wife khush hote huye:- Kya likhoge ??
.
.
.
.
.
Husband:- JISKO MILE USKI.. :p ;) :v

Exam Hall Ki Jaani Maani Lines

Exam Hall Ki Jaani-Maani Lines..
.
.
.
.
.
Kamina Saala ladkiyo ko answer bata raha hai..
lekin yaad rakhiyo, kaam ham log hi aayenge... :P :O :D ;) :P

tu hi ye mujhko bata de

Tu hi ye mujhko bta de
Facebook chalau main ya naa.
.
.
Apne tu ghar ka pata de,
aaau main yaa naaa.
.
.
Apna tu phone number bta de,
Call lagau main yaa naaaaaaaa. .
.
Khaana tu rakh de paka ke,
khau main yaaa na.
.
Itna bata de mujhko
kab milne aau tujhko...
.
Ab hota nhi intzaaaar
tu hi ye mjhko bata de
koi doosri patau main yaaa naaa ;) haha :D

Khubsurat Ladki 2 Rupiye Mein Kiss

Gareebi Kya Hai.. ??
..
Jab 1 Khubsurat Ladki 2 Rupiye Mein
Kiss Karne Ko Taiyaar Ho
.
.
.
Aur
.
.
.
Tumhare Paas Sirf 1 Rupiya Ho.. :-D ;-)

Tadapta hua chodh kar jaa rahe ho

निगाहें मिला कर किया दिल को जख्मी,
अदाएँ दिखाकर सितम ढाह रहे हो.
वफाओं का क्या खूब बदला लिया है,
तडपता हुआ छोड़ कर जा रहे हो...