Wohi hame nilaam kar gaye
Aaj door se hi koi salaam kar gaya,
apni yaadon ka gulaam kar gaya ,
apni zindagi girvi rakhi thi jiske paas,
aaj wohi hame nilaam kar gaye..
Aaj door se hi koi salaam kar gaya,
apni yaadon ka gulaam kar gaya ,
apni zindagi girvi rakhi thi jiske paas,
aaj wohi hame nilaam kar gaye..
Intezar rehta hai har shaam aapka,
raatein katti hai le kar naam aapka,
muddat se baithe hai ye aas lagaye
ki aaj aayega koi paigaam aapka…
Aksar jab hum aapko yaad karte hai
apne rab se yahi fariyaad karte hai
umar hamari bhi lag jaaye aapko
kyoki hum aap ko khud se zyada pyar karte hai…
Unhe chahna hamari kamzori hai,
Unse keh nahi paana hamari majboori hai,
Wo kyun nahi samajhte hamari khamoshi ko,
Kya pyaar ka izhaar karna zaruri hai…
Wo hamara imtihaan kya legi.
Milegi nazro se nazar to,
Apni nazre jhuka legi,
Use meri kabar par deeya jalane ko mat kehna,
Wo naadan hai dosto apna haath jala legi…