393 Results

Intzaar karne ki wajah de gya koi

Kabar ki mitti utha ke le gya koi
isi bahane hamein choo kar chala gya koi
tanhayi aur andhere mein khush the hum
lekin phir se intzaar karne ki wajah de gya koi..
View Full

Tumhari Chahat Aisi Ho Ke

Jab Kisi Ko Chaho to Ye umeed mat karo
Ke Wo bhi Tumhe Hi Chahe,
KOSHISH Karo,
Tumhari chahat AISI Ho Ke
usse Tumhare SIWA
KISI aur ki chahat PASAND Na Aaye..
View Full

Jo Mujhe Tujhse Bhi Pyara hai

Aur To Kuch Nahi Chahiye Mujhe Tujhse
Aye ZinDaGi....
Bas Wo Ek Shaks Lauta de,
♥ Jo Mujhe Tujhse Bhi Pyara hai  ♥
View Full

Jab naa kisi se mohabbat thi

Badi haseen thi zindagi,
jab naa kisi se mohabbat,
Naa kisi se nafrat thi.

Zindagi me ek mod aisa aaya,
Mohabbat ek se hui
Aur nafrat sari dunia se ho gayi. . .
View Full

Tumhe paa to nahi saktay magar

Naa tujh ko chor saktay hain tere ho bhi nahi saktay
Yeh kaisi bebasi hai aaj hum ro bhi nahi saktay
Yeh kaisa dard hai pal pal hamain tarpaye rakhta hai
Tumhari yaad aati hai to phir so bhi nahi saktay
View Full

Yun mile ke Mulakaat Na Ho Saki

Yun mile ke Mulakaat Na Ho Saki
Hont khulay Magar Koi Baat Na Ho Saki
Meri Khamosh Nigahein Har Baat keh Gayi
Aur Unko Shikayat Hai Ke Baat Na Ho Saki
View Full

Dard bhi de gaye sitam bhi

Dard bhi de gaye, sitam bhi de gaye,
Zakham ke sath-2 mujhe marham bhi de gaye,
Do lafzon se kar gaye wo apna mann halka,
Aur hamko naa rone ki kasam bhi de gaye...
View Full

Kar de aisi meharbani aaj

Ae KhuDa NaZro Ko KuCh AiSi KhuDai De,
JiDHar DeKhu UdHar Wo DiKhai De,
Kar De AiSi MeHarBaNi AaJ HaWa Me
UnKo PuKaru Aur UnHi Ko SuNai dE.
View Full

Aur Shahjahaa ne Tajmahal bana diya

(image)

Ishq ne insaan ko kyaa se kyaa bana diya
Kisi ko kavi or kisi ko qaatil bana diya..
Do fool ka bhi bojh na utha sakti thi MUMTAJ..
Aur Shahjahaa ne uspar Tajmahal bana diya...
View Full

Aankhein tere deedar ko tarasti hain

Khamoshiyan teri mujhse baatein karti hain
meri har aah har dard samajhti hain.
Pata hai majbuur hai tu bhi aur main bhi
phir bhi aankhein tere deedar ko tarasti hain.
View Full