26 Results

Wo hamara imtihaan kya legi

Wo hamara imtihaan kya legi.
Milegi nazro se nazar to,
Apni nazre jhuka legi,
Use meri kabar par deeya jalane ko mat kehna,
Wo naadan hai dosto apna haath jala legi…
View Full

Ham to doston ke khafa hone se

Gunah karke saza se darte hai,
zehar pee ke dawa se darte hai.
dushmano ke sitam ka khauff nahi hame,
Ham to doston ke khafa hone se darte hai. गुनाह करके सजा से डरते है,
View Full

Dosto kisi se pyaar na karna

Yeh sach hai dosto kisi se pyaar na karna,
Kabhi kisi ka aitbaar na karna,
Thaam ke khanjar apne hi hathon mein,
Bedardi se apne dil par vaar na karna.
View Full

Galti Meri Thi

GALTI MERI THI
Usne mujhe chaha hi nahi Main chahat samajh betha. GALTI MERI THI
Uski pal bhar ki muskurahat ko piyar samjh baitha . GALTI MERI THI
Wo to har baat par haan karta thi
Main hi iqraR samjh baitha . GALTI MERI THI
View Full

Doston mein hi zindagi hai

1st frnd: dekh meine naya mobile Liya..

2nd frnd: waah, chal party de.

Shaam ko wo hotel gaye
(after dinner)

2nd frnd: tumne hotel mein
khane ka intzaam kaise kiya.. ??
View Full

Khuda Kabhi Aisi Judai Naa De

Khuda Hamko Kabhi Aisi Judai Naa De;
Unki Yaadon Se Hamko Rihai Naa De;
Dua Karna Dosto, Mujhe Aisi Jannat Naa Mile;
Jahan Se Mera Yaar Mujhe Dikhai Naa De!
View Full

Exam mein fail hone ki wajah

EXAM me fail hone ki wajah kya hai ?
1 saal ke 365 din hote hein.
Roz 8 ghante sone ke Yani pure saal ke 122 din
365-122=243
Diwali ; holi etc...aur summer vacation gino 61 din
243-61=182 din
Usme 52 sunday.
182-52=130 din.
View Full

Dosto ko chhod de Ferrari Milegi

Bhagwan ne mujhse bola ki tu apna ek pyara dost
chhod de mai tujhe Cell dunga,
2 ko chhod de to "fast track"ki ghadi dunga,
5 ko chhod de 5 lakh dunga,
aur sabhi dosto ko chhod de to "FERRARI" dunga.
.
.
View Full

Bimar Engineering Student

Bimar Engineering Student
Theek Nahi Ho Raha Tha,
Ek Din Uski Maa Usko Boli....
.
Maa = Jaa kar Janwar Ke Doctor Ko Dikha,
To Hi Theek Hoga.. :-\
.
Beta = Arey Jaanwaro Ke Doctor Ko Kyu..???
.
View Full

Koi likhta hai dil ke jazbaat ko

koi likhta hai dil ke jazbaat ko,
to koi likhta hai apne haalat ko.
kisi ke paas likhne ke liye kuch samay nahi,
aur koi likhta hai din va raat ko.
koi to likhta hai bas idhar udhar ki,
to koi likhta hai apni anubhavi baat ko.
View Full

Notice: ob_end_clean(): Failed to delete buffer. No buffer to delete in /home/desi22/desistatus/hashtag.php on line 229