Teacher aise animals ke naam batao
Teacher: "Aise koi 5 animals ke naam batao jo pani mein rehte hain.."
Student:
Fish,
Fish ki Mummy,
Fish ke Papa,
Fish ka bhai,
Fish ki Sister...
Teacher: "Aise koi 5 animals ke naam batao jo pani mein rehte hain.."
Student:
Fish,
Fish ki Mummy,
Fish ke Papa,
Fish ka bhai,
Fish ki Sister...
Kaha koi aisa mila jispe dil luta dete,
har ek ne dhoka diya kis-kis ko bhula dete,
apne dil ka dard dil hi mein dabaye rakhe hain,
karte bayan to mehfil ko rula dete.
vo jaate hue ham se vaada kar gye,
ki ab to sirf khavabo mein hi aayenge,
rabb kare ki vo apna vaada nibhaye,
kasam se ham zindagi bhar ke liye so jayenge....
ठुकरा के उसने मुझको,
कहा मुस्कुरा दो,
मैंने हंस दिया,
आखिर सवाल उसकी ख़ुशी का था,
मैंने खोया वो जो मेरा था ही नहीं,
उन्होंने खोया वो जो सिर्फ उन्ही का था.......
हम है सिर्फ उनके यह बात है सही,
पर वो नहीं सिर्फ हमारे यह पता न था,
हमने खोया वो जो हमारा था ही नहीं,
लेकिन उन्होंने खोया वो जो सिर्फ उन्ही का था.....
jab khyal kiya to khyal bhi tera aaya,
jab ankhe band ki to khwab bhi tera aaya,
socha yaad kar lu us khuda ko,
magar jab honth khule to naam bhi tera aaya ♥