Likhun kuchh aaj yeh waqt ka takaza hai,
Mere #Dil ka dard abhi taaza taaza hai,
Gir padte hain mere aansu mere hi kaagaz par
Lagta hai kalam mein syahi ka dard zyada hai.

Leave a Comment