Sweet Story:
.
1 baar sare feelings ne decide kiya ke
wo log chupa chupi khelege..
.
Dard'ne counting start ki or baki
feelings chup gaye...
.
.
'jhut' ped k piche chupa or'pyar' gulab ki
jhadiyo k piche..
.
sab pakde gaye siwa pyar k..
.
'jealousy' ne dard ko bata diya k pyar
kaha chupa hai..
.
'dard'ne'pyar' ko khich k nikala
to
kanto ki wajah se'pyar'ki ankh kharab
ho gai..
.
bhagwan ne'dard'ko saja sunai ki use
jindagi bhar'pyar'ke sath rehna padega..
.
.
.
tab se'pyar' andha hai aur jaha bhi jaata
hai 'dard' uske saath hota hai.... :)
So whrevr there is "LUV" there is "PAIN" alwayz.

Leave a Comment