Humne socha tha ki shayad
Humne socha tha ki shayad,
hum hi chahte hai tumko,
par tumhe chahne wala to kafila nikla,
Dil ne kaha shikayat kar khuda se,
par khuda bhi tera chahne wala nikla.
Humne socha tha ki shayad,
hum hi chahte hai tumko,
par tumhe chahne wala to kafila nikla,
Dil ne kaha shikayat kar khuda se,
par khuda bhi tera chahne wala nikla.
Jo Jitna Door Hota Hai Nazron Se,
Utna Hi Wo Dil Ke Paas Hota Hai,
Muskil Se Bhi Jiski Ek Jhalak Dekhne Ko Na Mile,
Wahi Zindgi Mein Sabse Khaas Hota Hai
Bahut Kuch Hai Dil Ki Gehrai Mein
Tadap Jata Hai Dil Raat Ki Tanhai Mein
Yun To Kehne Ko Dost Bahut Hain
Par Fark Hota Hai Saya Aur Parchhai Mein…
Na mila tera pata to mujhe log kya khenge
yun hi dar badar raha to mujhe log kya khenge
main chla to hun sunane dastan wafa ki
koi haadsa hua to mujhe log kya khenge
ye jahan na jaane kya kya keh raha hai
lekin tumne kouch kaha to mujhe log kya khenge....
Tadpe to bahut par wo maan nahi paye
is Dil ki mohabbat ko wo jaan nahi paye
Ek din chale jayenge unki duniye se
tab wo kahenge laut aao...
ham tumhe pehchan nahi paye