Kabhi kabhi hamari yaad aati rahe
Zindagi fool si muskurati rahe,
har khushi aapke daaman mein jagmgati rahe,
khuda se dua hai to bas itni,
kabhi kabhi aapko hamari yaad aati rahe....
Zindagi fool si muskurati rahe,
har khushi aapke daaman mein jagmgati rahe,
khuda se dua hai to bas itni,
kabhi kabhi aapko hamari yaad aati rahe....
Tere shaher ka mousam bada suhana laga,
Ek shaam chura lu agar bura na lage
Tere bass main hai to tu bhool ja mujhe
Tujhe bhulane me mujhe shayad zamana lage
Yaad Aaye to Aankhein band mat karna
Hum chale bhi jaayein to gham mat karna
Yeh zaroori nahi ki har rishtey ka koi naam ho
Par pyar ka ehsaas apne dil se kam mat karna…
Aankho mein arman diya karate hai...
Ham sabki Neend Chura liya karate hai
Ab jab jab aapki palke Zukengi
Samajh lena ham aapko yaad kiya karate hai
Lamhe judaai ke bekarar karte hain
Halaat mere mujhe laachaar karte hain,
Aankhe meri padh lein wo kabhi
Hum khud kaise kahe ki unko kitna pyar karte hain