Page - 308

Pados mein kya hai

Pados mein kya chal raha hai?
"Birthday hai"
"Kiska?"
"Tuyu ka."
"Tuyu?"

"Haan!  Sunai to kuch aisa hi de raha hai...
Happy Birthday Tuyu!

Zindagi ka haseen safar

Safar #Zindagi ka bahut hi haseen hai
Sabhi ko kisi na kisi ki talash hain
Kisi ke paas #manzil hai to raah nahi
Aur kisi ke paas raah hai to manzil nahi...

Pyar Ka Matlab Kya Hai

Pyar Ka Matlab Kya Hota Hai,
Dil Ne Kaha Vo Rabb Hota Hai,

Humne Kaha Ki Rabb Kab Rota Hai,
Dil Ne Kaha Koi Jab #Dhokha Deta Hai,

Humne Kaha #Pyar Kyo Hota Hai,
#Dil Ne Kaha Koi Jab Ankho Se Chuta Hai,

Humne Kaha Hamein Bhi Chu Lene Do,
Dil Ne Kaha Kuch Ho Jane Do,

Intzaar Hai Ab Bhi Humein Kuch Hone Ka,
Meethe Se Pyare Ahsas Mein Khone Ka,
Par Ab Tak Nahi Samjhe Hum Yaaro
Ki Pyar Ka Matlab Kya Hota Hai... ???

Gaanv se shehr aaya

गांव छोड़ के शहर आया था,
फिक्र वहां भी थी फ़िक्र यहां भी है,
:
:
:
वहां 'फसलें' खतरे में थीं,
यहां 'नस्लें' खतरे में है !!!

Log rooth jate hain

Choti si baat pe log rooth jate hain,
Haath unse anjane mein chhoot jate hain
Kehte hain bada nazuk hai apnepan ka #Rishta
isme haste haste bhi Dil toot jate hain.....