फिर न सिमटेगी ज़िंदगी गर बिखर जायेगी
ये कोई रात नहीं जैसे भी हो गुज़र जायेगी
थाम लो उसका हाथ जो ख़ुशी दे सके तुम्हें
वर्ना ये ज़िन्दगी बस रो रो के गुज़र जायेगी
बस चलते रहो इस जमाने के साथ मिल कर
वर्ना तो कहानी ज़िंदगी की यहीं ठहर जायेगी
रिश्तों पर विश्वास करना सीख ले ऐ दोस्त
मुझे भरोसा है कि तेरी क़िस्मत सँवर जायेगी
Ek Din Ek Aadmi Doctor Ke Paas
Check Up Ke Liye Gya.
:
Doctor:- Aapko Aaram Ki Sakht Jarurat Hai...
Ye Neend Ki Goli De Raha Hun,
Ek Subah Aur Ek Sham Ko Apne
:
: #Whatsapp Group Members Ko Khila Dena! :D
Kab tak hamare khayal se daman bachaoge.
Kab tak shabe firak me Dil ko jalaoge...
Na haq sitam karte hain Dil par huzur aap.
Hum aur yaad aayenge jitna humko bhulaoge...
Aawaz kisne dekar meri takdeer fir jagai.
Dil-E-Gum zada me kaise fir fasle bahar aayi.
Meri bebasi par ab tak hansta rha zamana.
Meri zindagi me yaar ab ye khushi kahan se aayi...