Page - 479

Qatil Teri Adaon Ne Loota

Qatil Teri Adaon Ne Loota Hai,
Mujhe Teri Jafaon Ne Loota Hai,
Shounk Nahi Tha Mujhe Mar Mitne Ka,
Saaki Nashili Nigahon Ne Loota Hai,
Bikhri Hai Khushbu Teri Sanson Ki,
Mujh Ko To In Hawaaon Ne Loota Hai,
Chain Se Bhala Kaise So Sakta Hun,
Raaton Ko Tere Khawabon Ne Loota Hai, 
Bahut Khoob Hai Tere Husn Ki Adaa,
Chandni Ko Tune Chanda Se Loota Hai...

Kon kehta hai ki tum bewafa ho

Kon kehta hai ki tum bewafa ho
Kon kehta hai ki tum bewafa ho
.
.
Wo baat alag hai ki tum mujhse khafa ho..
Wo baat alag hai ki tum mujhse khafa ho
.
.
Aur agar tum mujhse khafa ho
to jaldi yahaan se dafa ho !!! :P

Pyar ne jeena sikha diya

किसी के प्यार ने हमें जीना सिखा दिया
एक उजाड़ ज़िंदगी को गुलशन बना दिया
किस मुंह से शुक्रिया अदा करूं उनका
एक नाचीज़ आदमी को इंसान बना दिया

Dil ke Jakham ko chupana padta hai

पलकों के पीछे आँसुओं को छुपाना होता है
ज़बरदस्ती चेहरे पर हंसी को लाना होता है
ये आशिकी का क्या सितम है यारो
दिल के ज़ख्मों को उनसे ही छुपाना होता है

Aadmi bola kaash main mar jata

Ek aadmi Zindagi se tang aa kar bola
kaash main mar jata
tabhi ek jin aaya aur bola:
main tumhe lene aaya hu, chalo !
Aadmi bola: lo banda ab
apne aap se majak bhi nhi kar sakta... :D :P