Page - 485

Apna Dil Apni tabahi ka sabab

Apna Dil apni tabahi ka sabab hota hai
Ye jawani ka zamana bhi ajab hota hai

Kaun si baat ne kis shakhs ka Dil tod diya
Bolne wale ko ehsas hi kab hota hai ?

Kyun itna rulate hain apne

Kyun anjaana bana dete hain apne
Kyun tod dete hai aankhon me base sapne
Jab man karta hai baat karne ka apno se
Aksar akela chod jaate hai hamare apne,
Kyun itna rulate hain hamare apne,..?

Ishq ka khumar utar jata hai

ये इश्क़ का खुमार, कुछ दिन में उतर जाता है
चाँद सा वो चेहरा, बुझा बुझा सा नज़र आता है
घेर लेती हैं रूसबाईयां ज़िंदगी की,
फिर वो प्यार, आफ़त का सामान नज़र आता है

Zakhm lagte hain is zakhmi dil pe

Hamara mazak to hamare apno ne hi bana diya
Nahi chahte the rona, par unhone rula diya
Baar-Baar lagte hain Zakhm is zakhmi Dil pe
Hamare ek chote se ghao ko unhone naasur bana diya,...

Par Kimat na samjhe ehsaas ki

मैने सभी रिश्तों को बड़े जतन से निभाया था
अपनों के दिलों को अपने दिल से मिलाया था
पर कोई कीमत न समझा मेरे अहसास की
उसी ने उल्लू बना दिया जिसे जीना सिखाया था