Page - 489

Par Hamari Kismat Hi So Gayi

हमें अंधेरों ने इस कदर घेरा कि
उजालों की पहचान ही खो गयी
तक़दीर ने हमें इस कदर मारा कि
अपनों की पहचान ही खो गयी
कोशिशों का हमनें कभी दामन न छोड़ा
पर लगता है हमारी किस्मत ही सो गयी

Pyar dikhane ki cheez nahin

प्यार महफिलों में दिखाने की चीज़ नहीं होता
ये बाज़ार में रखा कोई बिकाऊ माल नहीं होता
ये तो दो दिलों की मौज है यारो,
इसमें देखने और दिखाने का सवाल नहीं होता

Kuch Aur Likha hai Takdir mein

Fark Hota hai khuda aur Fakir mein,
Fark hota hai Kismat aur Lakir mein,
Agar kuch Chaho Aur vo na Mile,
To samajh Lena ki
Kuch aur  Acha Likha hai Takdir mein...

Tum Kimat Batao Muskurana Ki

Tum Naraaz-Naraaz Se Lagte Ho
Koi Tarkeeb Batao Manane Ki
Hum Zindagi Girvi Rakh Denge
Tum Kimat Batao Muskurana Ki !!!

Apni Taqdir Hi Bewafa Hai

Ishq karna to lagta hai jaise,
Mout se bhi badi ek saza hai,
Kya kisi se shikayat kare hum,
Jab apni taqdir hi BEWAFA hai...