Page - 510

Sirf sochne se kaam nahi hote

सिर्फ सोचते रहने से, किसी के काम नहीं हुआ करते
कसाई के कोसने भर से,जानवर खत्म नहीं हुआ करते
स्वर्ग जाने के लिये स्वयं मरना ज़रूरी है,
किसी और के किये काम, अपने नाम नहीं हुआ करते

Paigam Hai DiL Se Dil Tak

Paigam Hai #DiL Se Dil Tak,
Aasman Se Samandar Ke Sahil Tak.

Hum Sath Hai Khushi Se Gam Tak,
Bas Aap Khush Rahe Subah Se Sham Tak.. :)

Wo shisha talaash karo

Behtar se behtar talaash karo.
Mil jaye nadi to samundar talaash karo.
Toot jata hai shisha patthar ki chot se,
toot jaye patthar wo shisha talaash karo....

Kya main uski jagah le sakti hu

1 ladki ki death ke Baad Uski #Friend
uske boyfriend ke paas gayi or boli,

"Kya main uski jagah le sakti hu......??"...
.
.
.
Superb Answer...
.
.
.
BoyFriend- "Mujhe to koi Aitraz Nahi
KABRISTAN walo se puch lo." :v :P

Tere chalaye teer dukhte hain

Tere aage na jane kitne kadam rukte hain
tere aage na jane kitne ser jhukte hain
saare dukhon ko hum sehan kar sakte hain
lekin tere chalaye teer aaj bhi dukhte hain....