Page - 519

Sab mil jayega khud mein

लोग दूसरों में अच्छाइयों से ज्यादा, बुराईयां खोजते हैं
फिर उनमें मिली बुराईयों को, बड़ी चतुराई से सोचते हैं
ज़रा किसी की अच्छाइयों को गहराइयों से सोचें,
उन्हें सब मिल जायेगा खुद में, जो दूसरों में खोजते हैं

Duniya Mein Har Pal Aana Jaana Hai

Ye duniya nawaabo ki gali hai, nawaabo ka thikana hai
yahan har pal kisi ko aana hai kisi ko jana hai
.
hum se milne ke liye log time nikaal hi lette hai
aur jo nahi milna chahta vo aksar lagta bahana hai

Dil har pal tumhe yaad karta hai

Dil ki baat mat kar
Dil to har pal tumhe yaad karta rehta hai <3

Ye banda to kab ka tumse Pyar ka #izhaar kar deta
lekin ye saala Dil hi har pal darta rehta hai...

Tum Humsafar Na ho wo Safar Kya

Wo #Safar Hi Kya Jisme Tum #Humsafar Na ho?
Wo #Manzil Hi Kya Jisme Tera Sath Na ho?

Wo #Yaadein Hi Kya Jisme Tera Ehsas Na ho?
Wo Saanse Hi Kya Jisme Tera #NAAM Na ho?

Tere sivaye kisi ko na chahungi

Vo mujhse kehte ki tere sivaye kisi ko na chahungi, kisi ko na apnaungi
.
Humne bhi dekh liya ek din hamare ilava kisi aur ko kehte:
JANU aaj tumhare liye chaaye main apne haatho se bnaungi... 3:)