Page - 540

Ab hum tere liye ajnabi ho gaye

Ab to hum tere liye ajnabi ho gaye.
baato ke silsile bhi kam ho gaye.
Khushio se jada hamare paas gum ho gaye.
Kya pata ye waqt bura hai ya bure hum ho gaye... :(

Har Judai Ishq ki saza nahi hoti

Aahat dil par bewajah nahi hoti,
har #JUDAI #ISHQ ki saza nahi hoti,

ye dastur purana hai zamane ka,
DIL usi ka tut ta hai jis ki koi khata nahi hoti….

GirlFriend setting password for her Laptop

#GirlFriend setting password for her #Laptop with #BoyFriend sitting beside her..
.
.
She types “BRAIN” as password
.
.
Boyfriend fell down of his chair laughing,
Bcoz
.
.
.
Laptop replied: “TOO SMALL"

Dil ameer tha muqadar gareeb tha

Dil ameer tha muqadar gareeb tha
Mil kar bicharna hamara naseeb tha
Hum chah kar bhi kuch kar na sake
Ghar bhi jalta raha aur samandar bhi kareeb tha :(

Teri Yaadon ka jab Samay Hota Hai

जिस घड़ी तेरी यादों का समय होता है
फिर हमें आराम कहाँ होता है <3

हौंसला नहीं मुझमें तुम्हें भुला देने का
काम सदियों का है, यह लम्हों में कहाँ होता है <3