Page - 551

Kabhi hum kabhi Aap badal jate hein

एक बार ही जी भर के सज़ा क्यूँ नहीं देते ?
मैं हर्फ़-ए-ग़लत हूँ तो मिटा क्यूँ नहीं देते ?

#मोती हूँ तो #दामन में पिरो लो मुझे अपने,
#आँसू हूँ तो #पलकों से गिरा क्यूँ नहीं देते ?

साया हूँ तो साथ ना रखने कि वज़ह क्या ,
#पत्थर हूँ तो रास्ते से हटा क्यूँ नहीं देते ?

#वक़्त बदलता है #हालात बदल जाते हैं,
ये सब देख कर #जज़्बात बदल जाते हैं

ये कुछ नही बस #वक़्त का तक़ाज़ा है दोस्तो,
कभी हम तो कभी आप बदल जाते हैं...... (y)

Ghalib ki GirlFriend late aayi

Ghalib ne #GirlFriend ko date par bulaya,
Aur wo late aayi....
.
Girl: Am I late ?
Ghalib: Arz hai....

Falak pe chand sitaron ko neend aa rahi hai,
Falak pe chand sitaron ko neend aa rahi hai,
.
Doosri ka time ho gaya hai, tu ab aa rahi hai...??? :D :P

Din beet jaate hain yaadein bankar

Din beet jaate hain suhani yaadein bankar,
bas baatein reh jaati hain kahani bankar,
par dost to hamesha kareeb rahenge
kabhi muskan to kabhi aankho ka paani bankar.. !!

Zindagi Aise Jiyo Ki Koi Hase

#Zindagi Aise Jiyo Ki
Koi “Hase” To
Hamari “Wajah” Se Hase
“Ham” Par Nahi....
.
Aur
.
Koi “Roye” To
Hamare Liye Roye,
Hamari “Wajah” Se Nahi…

Judai aapki rulati rahegi

Judai aapki rulati rahegi,
yaad aapki aati rahegi,
jab tak jism mein hai jaan,
meri har saans Pyar nibhati rahegi...