Page - 560

Ek ladka ladki ko dekhne jata hai

Ek ladki ko ladka dekhne jata hai
ladka ladki se akele main baat karna chahta hai
to uske gharwale bhej dete hai

ladke ko bathroom aaya hota hai
to ladka kehta hai ki aap apni bathroom karne ki jagah batayo
ladki boli:- pehle aap batayo

Sharam se kya sharmana

#Sharam se kya sharmana,
Sharam to sharam vale ko aati hai,

ham to itne #BeSharam hain
ki sharam bhi hamse sharma jati hai...

Zindagi Rahi To Saath Nibhaungi

#Zindagi Rahi To
Tumhara Hi #Saath Nibhaungi....
.
.
Bhool Jau To Samajh Lena Ki
Tumhare Jiju Mil Gye Hein......
(-,-) ( '.')
( )\/{ }
! !_ / \_
.
Chalo Jaanu :D :P

Duniya ke spelling batao

Sir: Duniya ke spelling batao?

Student: D-U-N-I-Y-A.

Sir: Duniya main "I" hai?

Student: Haan Sir.
.
Sir: Duniya mein I ho to #Love karlo,
thoda sa jeelo, thoda thoda mar lo xD xD

Kya Fayda Kisi Ko Chahne Ka

Kya Fayda Kisi Ko Chahne Ka,
Kya Fayda Kisi Ki Yaadon Mein Aansu Bahane Ka,

Jo Samjhe Na Kisi Ke Dil Mein Basa Pyar,
Kya Fayda Uske Pyar Mein Dil Ko Tadpane Ka.....