Page - 563

Ya Hamara Dil Chura le Gaya Koi

Hamse Mila Nahi Aur Yaad de Gaya Koi,
Baat Ki Nahi Aur Khwab de Gaya Koi.
Ab Koi Hamein Itna Bata de,
Yeh Pagalpan Hai Ya Hamara Dil Chura le Gaya Koi.

aise ehsas ko kya naam se pukare

न यादों में किसी के खोने की कशिश है,
न ख्वाबों में किसी को देखने की तपिश है,
न जाने ऐसे एहसास को किस नाम से पुकारें,
के भुलाना भी चाहें और याद करने की भी ख्वाहिश है।

Kuch Rishte Anjane Mein Ho Jate Hein

कुछ रिश्ते अंजाने में ही हो जाते है,
पहले दिल फिर जिन्दगी से जुड़ जाते है,
कहते है उस दौर को प्यार...
जिसमें लोग जिन्दगी से भी प्यारे हो जाते है.. ..

Hamare Pyar Par Aitbar Karna

Door Ho Jaun To Zara #Intzar Karna
Apne #Dil Ko Na Bekaraar Karna
Laut Ke Aayenge Ham Jahan Bhi Jayenge
Bas Hamare #Pyar Par #Aitbar Karna...

Aur vo Haske chala jayega

Dil se nikle #Alfaaz
Koi aur nahi samajh Payega…

Ye duniya to Naasamajh hai

Tu rota rahega aur vo
Haske chala jayega :(