Page - 577

Pappu ko ek lawaris bandar mila

Pappu ko ek lawaris #bandar mila.
Wo usko police station le gya.
Inspector ne kaha, isko #Zoo le ke jayo...

Next day #inspector ne pappu ko
bandar ke sath bus stop par dekha,

Inspector: isko zoo nahi le kar gaye???

#Pappu: kal gaye the,
khoob ghume, bada maza aaya,
.
.
Aaj Qutub Minar jaa rahe hain... xD :P

Paani Mein hi Kuch Gadbad hai

पानी में #विस्की मिलाओ तो #नशा चढ़ता है;
पानी में #रम मिलाओ तो नशा चढ़ता है;

पानी में ब्रेंड़ी मिलाओ तो नशा चढ़ता है;
साला #पानी में ही कुछ गड़बड़ है.... :D :P

Kya mangu khuda se aapke baad

Kya mangu khuda se aapko pane ke baad,
kiska karu intzaar zindagi me aapke aane ke baad,

kyun pyar mein jaan loota dete hain log,
mujhe malum hua aapko apna banane ke baad <3

Aankhon Ko Padhna Seekh Lo

Agar Kuch Seekhna Hai To
Aankhon Ko Padhna Seekh Lo <3

Warna Lafzo Ke Matlab To
Hazaro Nikalte Hain.... :(

Hmmmm Dil De Chuke Sanam

She: Hmmmm
Me: Dil De Chuke Sanam.. :P
She: What?
He: Didn't Find It Funny?
She: No!
He: K.

She: Hmmmm
He: Hain Rahi Pyaar Ke.. :P
*BLOCKED*