Page - 591

Friends to heartbeat hote hain

Dil ke 4 hisse hote hain . . .
1 - Mom
2 - Dad
3 - God
4 - Love
.
Aur #Friends ke liye ?
.
.
Dosto ke liye koi jagah nahi.
Tum log to heartbeat ho yaar
tumhare bina life impossible hai. . . . .

Mere Mehboob Mujhe Roz Mila Kar

मेरे महबूब मुझे रोज़ मिला कर.!
गैर ख़यालों में रहूं ना दुआ कर.!!
मैने हमदम है कहा तुम को.!
रहूं तन्हा ऐसी ना वफ़ा कर.!!
तुझसे मिलने की आस लिए बैठा हूँ.!
अब तो आजा यूँ ना हया कर.!!
गम हर दे अपना समझ अपना.!
हक़ दोस्ती का ऐसे ना अदा कर.!!
कब तल्क चलेगा यूँ मिलना-बिछड़ना.!
छोड़ दुनिया मेरे पास ही रहा कर.!!

Aaj Kisi Ki Dua Ki Kami Hai

Aaj Kisi Ki Dua Ki Kami Hai,
Tabhi To Hamari Aankhon Me Nami Hai,

Koi To Hai Jo Bhool Gya Hame,
Par Hamare Dil Mein Unki Jagah Aaj Bhi Wahi Hai...

Funny Call from unknown number

A guy calls an unknown number.
Guy: Fridge hai?
Reply: Haan hai.
Guy: Chalta hai?
Reply: Haan chalta hai..

Guy: To pakad ke rakhna, warna bhaag jaayega..
And he hangs up.. After a while, he calls up again..
Guy: Fridge hai?

This time the person's really angry.
Reply: Nahi hai.
Guy: Kahaan se hoga..
Bola tha na pakad ke rakhna varna bhaag jaayega..

Sath rehte rehte waqt guzar jayega

Sath rehte rehte yun hi waqt guzar jayega
Door hone ke baad kon kise yaad aayega
Jee lo ye pal jab takk ham sath hein
Kal ka kya pata waqt kahan le jayega...