Arz Kiya Hai....
.
Bigdi Hui #Zindagi Ki Bas Itni Si Kahaani Hai....
Wah... Wah...
Bigdi Hui #Zindagi Ki Bas Itni Si Kahaani Hai....
.
Wah... Wah...
20% To Hum Bachpan Se #Kamine The....
80% #Facebook / #BBM / #WhatsApp Ki Meharbani hai :P :D
Wife: Zara Kitchen Se Namak Lete Aana...
.
Husband: Yahan To Koi Namak Nahin Hai !!!
.
Wife: Mujhe Pata Tha!
Tum To Ho Hi Andhe! :x:
Kaamchor Ho !
Bas Bahane Banate Ho!
Tumhe Nahin Milega....
.
Issliye, Main Pehle Hi Le Aayi Thi !!! :D :P
Golden words by hitler :→↓
If u can't fly, Run.
If u can't run, Walk
If u can't walk , Crawl
But keep on going...
Wo to theek hai,,,. par jaana Kahaan hai ? :P
ज़माने में सभी प्यार करते हैं.!
मैने कर लिया तो गुनाह किया.!!
लोग इश्क़ तो में जीते-मरते हैं.!
जान उसके नाम की गुनाह किया.!!
सजना-संवरना हुस्न की आदत है.!
उसने सोलहा शृंगार कर गुनाह किया.!!
उसके होंठो से जाम छलकते हैं.!
मैने दो घूँट पी गुनाह किया.!!
चाँद छिपता है अक्सर बादलो में.!
उसकी झुलफो में छिप गुनाह किया.!!
Zamane mein sabhi pyaar karte hain.!
Maine kar liya to gunaah kiya.!!
Log Ishq mein jite-marte hain.!
Jaan uske naam ki gunaha kiya.!!
Sajna-Sanwarna husn ki aadat hai.!
Usne solaha shringaar kar gunaah kiya.!!
Uske hontho se jaam chalakte hain.!
Maine do ghunt pi gunaah kiya.!!
Chaand Chipta hai aksar badalo mein.!
Uski Jhulfo mein chip gunaah kiya.!!