Page - 598

Rabb se aapki khushi mangte hain

रब से आप की ख़ुशी मांगते हैं..,
दुआओं में आप की हंसी मांगते हैं.,..
सोचते हैं की क्या मांगे आप से …..
चलो उम्र भर की #Dosti मांगते हैं.…..!!! 

Hamein jeene nhi deti hain ye yaadein

Hamein Jeene Nahi Deti Hain ...Ye ..Gujri Huyi Yaadein
Hamse Bhooli Nahi Jati Hain.... Ye... Beeti Huyi Baatein
Ab Kaise Kahein Ham Tumse... Ae... Dost Teri Baatein
Hamein Har Pal Yaad Dilati Hain.. Teri Har Chhoti Chhoti Baatein....!!!!

Marne Ke Baad Tujhe Haasil Kya Hoga

Kyun #Zindagi Uske Liye Barbad Karta Hai
Jo Tere Maatam Pe Bhi Shamil Nahi Hoga
.
.
Jise Tu Jeete Ji Nahi Paa Saka !!!
Marne Ke Baad Tujhe Haasil Kya Hoga ?

Jaati Nahi Aankhon Se Soorat Teri

Jaati Nahi Aankhon Se Soorat Teri...
Na Jaati Hai Dil Se Mohabbat Teri <3

Tere Jaane Ke Baad Hota Hai Mehsoos Yun
Hamein Aur Bhi Jyada Hai Zarurat Teri... <3

Tumhara Asli Ghar Sasuraal Hai

Dedicated To Girls...
"Hamesha Maa Baap Ladkiyo Ko
Ye hi Samjhate Hain Ki -
.
Beta Ye Tumhara Ghar Nahi,
.
.
Tumhara Asli Ghar Tumhara
Sasuraal Hai , Tum to Yahan mehman ho....
.
mehmano se koi itna kaam karwata hai kya ? :P :D