Page - 609

Mere birthday par bahut costly Gift dena

Girl - Mere b'day par mujhe bahut costly Gift dena ^_^
.
Boy - OK :/
.
On the B'Day
.
.
Boy - UR Gift!
Girl - How Sweet :) ismein kya hai?
.
.
Boy - #PETROL mein tale huye
...... #PYAAJ ke Pakode.... :D :P (y)

Customer To Hotel Manager Jaldi Chalo

Customer To Hotel Manager:-
Jaldi Chalo
.
.
… Meri Biwi
Khidki Se Kud Kar Jaan Dena Chahti Hai.
.
.
Manager:- So, What Can I Do?
.
.
Customer:- Kamine…
Khidki Khul Nahi Rahi Hai. . . . Khol jaake :D :P

Dard bahut tha lekin ham roye nahi

Gehri thi raat, lekin ham khoye nahi,
Dard bahut tha Dil mein, lekin ham roye nahi,

Koi nahi hamara jo pooche hamse,
Jaag rahe ho kisi ke liye, ya kisi ke liye soye hi nahi.. :(

Ek Conductor Ki Shadi Ho Rahi Thi

Ek Conductor Ki Shadi Ho Rahi Thi
.
Jab Dulhan Pheron Ke Waqt
Uske Paas Aakar Baithi
To Vo Bola :-
.
.
.
.
Thoda Paas Ho Ke Baith,
Ek Sawari Aur Baith Sakti Hai.... :D :P

Manmohan bura aadmi nahi tha yaro

Manmohan singh Sonia Gandhi Funny picture
किसी को #खुदा की खुदाई मार गयी

किसी को #यार की जुदाई मार गयी

#मनमोहन बुरा आदमी नही था यारों,

उसे तो राजीव #गांधी की लुगाई मार गयी :P