Page - 611

Agar yun hi Dil satata rahega

अगर यूँ ही ये ‪#‎दिल‬ सताता रहेगा
तो इक दिन मेरा जी ही जाता रहेगा

मैं जाता हूँ #दिल को तेरे पास छोड़े
ये मेरी ‪#‎याद‬ तुझको दिलाता रहेगा... :(

Wo Dil Ki Zubaan Samajh Lein

Unhain Ye Khwahish Ke Ham
Zuban Se Izhaar Karein...
.
.
.
Hamein Ye Aarzu Ke Wo,
Dil Ki Zubaan Samajh Lein...!!!

Kitni Mohabbat Hai Mujhe Us Se

Mat Puch Kitni "Mohabbat" Hai
Mujhe Us Se ,,
.
.
.
Barish Ki Boond Bhi Agar Use Choo Le
.
.
To Dil Mein Aag Lag Jaati Hai ...

Jeet to sakte the ishq ki baazi ham bhi

Raat dhal gayi, sitare chale gaye..

Gairon se kya gila jab apne chale gaye..

Jeet to sakte the ishq ki baazi ham bhi..

Par unko jitane ke liye ham haarte chale gaye....!!!

Pyar Mein Log Majboot Aur Kamzor

Pyar Mein Log Bahut Majboot Ho Jaate Hai,

Aur Bahut Kamzor Bhi,

Majboot Itne Ki Duniya Se Ladd Jaate Hai,

Kamzor Itne Sirf Ek Insaan Bina Reh Nahi Paate.