Kandhe par kab tak Sir rakhne doge
True Love..
Ladki Ne Ladke Ke Kandhe Par Sir Rakh Kar Pucha..
Tum Iss Kandhe Par Kab Tak Mujhe Sir Rakhne Doge...
.
.
.
Boy - (Smiled N Say) Jabb Tak Log Mujhe
Kandha Nhi De Dete... :)
True Love..
Ladki Ne Ladke Ke Kandhe Par Sir Rakh Kar Pucha..
Tum Iss Kandhe Par Kab Tak Mujhe Sir Rakhne Doge...
.
.
.
Boy - (Smiled N Say) Jabb Tak Log Mujhe
Kandha Nhi De Dete... :)
आपसे हो गया है हमें प्यार कब,
सोचते ही रहे पर पता ना चला
रात भर जाग कर हमने भी पहरा दिए,
दिल भी चोरी हुआ पर पता ना चला.....
#Accounting Ki Ladki Kisi Ladke Ko
Jab Gaali De To Kaise Gaali Degi !!!
-Saale Dishonour #Cheque
-Zameen Pe #Liability
-Maa Baap Ki Kharaab #Statement
-Saale 2 Takke Ki Adjustment
Itna Maaru Gi Ki #Zindagi Bhar
Teri Balance Sheet Bhi Equal Nahi HoGi... :D
Arz Kiya Hai...
Zara Gaur Farmaiyye Ga !!
2 Meel Door Se Agar Ho jaye.
Kisi beautiful Ladki ka Deedar
Waah ... Wahh....
2 Meel Door Se Agar Ho jaye..
Kisi beautiful Ladki ka Deedar.
To Langda Bhi Aaye Bhage Jaise
#KariZma ZMR... :D
Dil To Tod Hi Diya Hai,
Ab Jala Do Aashiyana Mera.
Taaki Ham Jalkar Khaak Ho Jaye
Na Dekh Sake Gairon Sang Muskurana Tera.....