Page - 659

Mere gam ko koi samajh naa paya

आरजू की थी इक आशियाने की
आंधियां चल पड़ी ज़माने की
मेरे ग़म को कोई समझ ना पाया
क्योंकि मुझे आदत थी मुस्कुराने की !!!

Uss lamha tum yaad aate ho

Kahin Barish baras jaaye..
Kahin Darya taras jaaye..
Kahin aa kar Ghata thehre..
Tumhare aur mere darmiyaa..
Aaa kar KHUDA thehrey..

To ………!!!
Uss lamha mere jeevan mein..
Tum KHUDA ke baad aate ho..
Mujhe tum yaad aate ho......<3

Aapki shadi ho gayi

Boss: Aapki shadi ho gayi.. ??
Pappu: Haanji, 1 ladki se hui hai.
.
Boss: Shadi to ladki se hi hoti hai.
.
.
Pappu: Naa ji
meri behan ki to ladke se hui hai... o.O :o :p

3 ladkon ne daru pee ke taxi roki

3 ladkon ne daru pee ke ek taxi roki.
Driver samjh gya.
Uss ne gaadi start ki aur fir band kar di.
Bola lo saab hum pahuch gye.
1st ne usse paise de diye.
2nd bola thank you
aur 3rd ne ek thapad diya!
Driver dar gaya, socha ye samajh gya.
Teesra ladka bola "Saale..
Dheere chalaya kar, marwa deta aaj to.. :P :D

Ek Ladka-Ladki Hotel Mein Gaye

Ek Ladka-Ladki Hotel Mein Gaye
.
Waiter:- Kya Loge ?
. .
.
Ladki:- Sabziyoo Waali Roti...
Waiter:- What ??
.
.
.
Larka:- Gaon Ki Hai,
PIZZA Maang Rahi Hai... :D