Ek ladki 18th floor se gir gai
.
13th floor pe 1 ladke ne catch kar liya
aur poocha mujh se pyar karogi
Ladki: No.
Ladke ne usay chor diya
.
9th floor pe 1 aur ladke ne catch kiya
poocha mujhe kiss karogi
ladki: No
Usne bhi chor diya
.
.
Ladki cheekhen marti huyi 1 or chance ki duya karne lagi .
.
3th floor pe 1 or ladke ne catch kar liya Ladki foran boli:
"mein tumse pyar bhi krungi aur kiss bhi karungi"
.
.
Ladke ne usay foran chor diya aur bola:
Characterless girl. Isse to tu mar jaye
Main shareef hu ye galat kaam hargiz nhi karunga....... ... :-P
Ek din ek ladke ki girlfriend ka BIRTHDAY tha.
.
Boy was not in that city..
So, he ordered 20 RED ROSE for his girlfriend..
.
He called her up..
Dear maine tumhare liye utne ROSE bheje hain
jitni saal ki tum ho gayi ho..
.
.
While delivering florist thought: "Ye aaj ka mera sabse achha customer hai..
Chalo isse 10 ROSE FREE me de deta hun..
So, he gave 30 instead of 20
.
Aur aaj takk ladka nahi samajh paya ki uska BREAK- UP kyu hua. :P :O
मेरी हर रात में आपको याद होती है;
चाँद तारों से रोज यही बात होती है;
मेरे ख़्वाबों में बिलकुल न आना आप;
.
.
.
क्योंकि डरावनी सूरत से हमारी नींद ख़राब होती है। :P