Page - 767

To pta chale Pyaar kyaa hota

मिल जाए हर कोई यु ही राहो मे ,
तो कैसे पता चले कि इन्तजार क्या होता है ,

तङप के देखो किसी की चाहत मे ,
तो पता चले प्यार क्या होता है .. :)

Kaash main chaand or tu sitara

Kaash main chaand or tu sitara hota,
falak pe ek ashiyan hamara hota,
Sab tujhe door bohat door se dekhtay,
Magar tumhe choone ka haq
♥ hamara sirf hamara hota ♥

Chand uska ek tukda hai

Log kehte hain jise hum pyar karte hain,
Wo ek chand ka tukda hai.
Par unhe kyaa pata jise main pyar karta hun,
Chand uska ek tukda hai....

Mera har lamha chura liya aapne

mera har lamha chura liya aapne,,,
Aakho ko ek chand dikha diya aapne,,,
Hume zindagi di kisi aur ne,,,
Par pyaar itna dekar jeena sikhaya aap ne…

Tumara janam kahan hua tha

Santa in Interview-
Boss:Tumara janam kahan hua tha
Santa:Tiruvanantpuram mein
Boss:Speling batao
Santa:Mazak kar raha tha, Goa mein hua tha!