Sab kuch haar kar muskurana
Ruthe hue ko manana zindgi hai,
Dusro ko hasana zindgi hai,
Koi jeetkar khush hua to kya hua,
Sab kuch haar kar "muskurana" zindgi hai...
Ruthe hue ko manana zindgi hai,
Dusro ko hasana zindgi hai,
Koi jeetkar khush hua to kya hua,
Sab kuch haar kar "muskurana" zindgi hai...
Kabhi-kabhi aansu
muskurahat se zyada special hote hai.
Bcoz smile to sab k liye hoti hai,
magar aansu sirf un k liye hote hai jinhe hum khona nahi chahte.
Kisi mod pe akele na chodna,
Armano se bhare dil ko na todna,
Duniya begani hai to kyaa hua,
Tamana yehi hai ki aap hamari dosti na todna.
Gam k sagar mein kabhi doob na jaana,
raahon pe chal k manzil na mile to toot na jaana,
zindagi main agar DOST ki kami mehsus ho,
to ham zinda hai ye bhool na jaana.
Hamesha Khush rehne ke 2 tarike hai,
1 - jo "passand" hai
Use hasil karna sikho!
Yaa phir
2nd - jo "hasil" hai use "pasand" karna sikh lo.
Always Be happy