Sirf sochne se kaam nahi hote
सिर्फ सोचते रहने से, किसी के काम नहीं हुआ करते
कसाई के कोसने भर से,जानवर खत्म नहीं हुआ करते
स्वर्ग जाने के लिये स्वयं मरना ज़रूरी है,
किसी और के किये काम, अपने नाम नहीं हुआ करते
सिर्फ सोचते रहने से, किसी के काम नहीं हुआ करते
कसाई के कोसने भर से,जानवर खत्म नहीं हुआ करते
स्वर्ग जाने के लिये स्वयं मरना ज़रूरी है,
किसी और के किये काम, अपने नाम नहीं हुआ करते
Paigam Hai #DiL Se Dil Tak,
Aasman Se Samandar Ke Sahil Tak.
Hum Sath Hai Khushi Se Gam Tak,
Bas Aap Khush Rahe Subah Se Sham Tak.. :)
Behtar se behtar talaash karo.
Mil jaye nadi to samundar talaash karo.
Toot jata hai shisha patthar ki chot se,
toot jaye patthar wo shisha talaash karo....
#Zindagi Sirf #Mohabbat Nahin Kuch Aur Bhi Hai
Zulf-o-Rukhsaar ki #Jannat Nahi Kuch Aur Bhi Hai
Bhookh Aur Pyaas ki Mari Huyi Is Duniya Mein
#Ishq Ek Haqiqat Nahin Kuch Aur Bhi Hai…<3
Meri #Zindagi mujhe ye bata,
mujhe bhula ke tujhe kya mila?
meri hasraton ka jawab de,
mujhe rula ke tujhe kya mila?
tere 4 din ke pyar se
mujhe umar bhar ka gham mila
main to toot ke bikhar gya
magar mujhe tod ke tujhe kya mila???