Page - 168

Teri Kami Hai Tera Ehsaas Bhi Hai

Teri Kami Bhi Hai
Tera Ehsaas Bhi Hai
Tu Door Bhi Hai
Tu Paas Bhi Hai

Khuda Ne Yu Nawaza Hai
Tere Pyar Se Mujhko
Ke Khud Pe Gurur Bhi Hai
Aur Naaz Bhi Hai...

Choti Khushian Jeevan Safal Banati Hain

छोटी छोटी खुशियाँ ही, जीवन को सफल बनाती हैं,
ये छोटी छोटी राहें ही, हमें #मंज़िल तक पहुँचाती हैं,
छोटी छोटी चीजों को, इतना कमतर मत समझो,
छोटी छोटी बूंदें ही, मिल कर #सागर बन जाती हैं.

Jitna Chahoge Use Utna Door Paoge

Zindagi Main Kabhi #Pyar Karne Ka Man Ho
To Apne Dukh Se Pyar Karna
Kyunki Duniya Ka Dastoor Hai
Jise Jitna Chahoge Use Utna Door Paoge..!!!

Mehfil mein uska naam lein kaise

Wo lehrade agar julfein, Subah bhi shaam ho jaaye,
Jo choo le khaali paimaana, To wo bhi jaam ho jaaye,
Bhari mehfil mein yun uska bhala ab naam lein kaise,
Ki ho jaayegi ruswaayi, Jo charchaa aam ho jaaye...

Raat chandni aapke aangan aaye

Ye raat #chandni aapke aangan aaye,
ye sare taare lori gaakar sulaye,
ho aapke itne pyare #sapne,.
ki neend mein bhi aap muskuraye....