Page - 183

Mat raho door apno se Itna ki

Mat raho door apno se Itna ki
waqt ke faisle par afsos ho jaye
Kal na jane kaise ho mulaqat hamari,
Aap roye lipat kar hamse,
aur ham khamosh ho jaye...!!

Rabb se aapki khushi mangte hain

रब से आप की ख़ुशी मांगते हैं..,
दुआओं में आप की हंसी मांगते हैं.,..
सोचते हैं की क्या मांगे आप से …..
चलो उम्र भर की #Dosti मांगते हैं.…..!!! 

Musafir Hoon Naa Jaane Kis Taraf Jaungi

Itni Toot Gayi Hun Ke
Chhooney Se Bikhar Jaungi...
Ab Agar Aur Dua Doge To Mar Jaungi...

Pooch Ke Mera Pata
#Waqt Zaya Na Karo
Main To #Musafir Hoon
Naa Jaane Kis Taraf Jaungi...

Tamanna Na Kabhi Adhuri Ho

Tamanna Na Kabhi Adhuri Ho.
Jo Rahe Man Mein Wo Sabhi Puri Ho.
Kya Mangu Aur Upar Wale Se.
Mile Tumko Wo Sari KHUSHIYA
Jo Tumhare Liye Zaruri Ho....

Na Karo Dard-e-Dil Ko Shayari Mein Bayaan

Na Kiya Karo Apne
"Dard-e-Dil" Ko Shayari Mein Bayaan

Log Aur "Toot" Jaate Hain,
Har Lafz Ko Apni "Daastan" Samajh Kar...!!!