HaMne TuMhe chaHa ThA DiLo JaAn Se
TumnE niKal DiyA HaMe Es JaHan Se
Are Bta To Dete Ki Kya Kasoor Tha Hamara
Jo Aapko Pasand ya Gwara Na Tha
Es Duniya Mein Rehna Hamara...
ज़माने में सभी प्यार करते हैं.!
मैने कर लिया तो गुनाह किया.!!
लोग इश्क़ तो में जीते-मरते हैं.!
जान उसके नाम की गुनाह किया.!!
सजना-संवरना हुस्न की आदत है.!
उसने सोलहा शृंगार कर गुनाह किया.!!
उसके होंठो से जाम छलकते हैं.!
मैने दो घूँट पी गुनाह किया.!!
चाँद छिपता है अक्सर बादलो में.!
उसकी झुलफो में छिप गुनाह किया.!!
Zamane mein sabhi pyaar karte hain.!
Maine kar liya to gunaah kiya.!!
Log Ishq mein jite-marte hain.!
Jaan uske naam ki gunaha kiya.!!
Sajna-Sanwarna husn ki aadat hai.!
Usne solaha shringaar kar gunaah kiya.!!
Uske hontho se jaam chalakte hain.!
Maine do ghunt pi gunaah kiya.!!
Chaand Chipta hai aksar badalo mein.!
Uski Jhulfo mein chip gunaah kiya.!!