Page - 186

Wo bewafa to chala gya zindagi se

Jab Milne lga teri Mohabbat mein sakon
Phir yun hua wo mera sath chod gya
Abhi bahut baqi thi hasraten dil Mein
Magr wo shakhs adhoori Mulaqat chod gya

Fakhr to ye hai ke tu tha mera hamsafar kabhi
Dukh ye hai ke beech raah mein
tu Mera HATH chod gya
Bin tumhare rehna abb ek azab sa lagta hai
na jane zindagi mein tu kaise Jazbaat chod gya
wo bewafa shakhs to chala gya zindagi se
Magr Aankhon mein meri Aansu ki Barsat Chod gya
<3<3<3<3

Kyon Lehrein Sahil Se Takrati Hain

Jane Kya Soch Ke Lehrein
Sahil Se Takrati Hain
Aur Phir Se Laut Jati Hain....

Samajh Nahi Aata Ke Wo
Kinaro Se Bewafai Karti Hain
Ya Phir Laut Ke
Samandar Se Wafa Nibhati Hain....

Kahin Mandir Kahin Masjid bana baithe

क्या बनाने आये थे और क्या बना बैठे
कहीं मंदिर बना बैठे कहीं मस्जिद बना बैठे
हमसे तो जात अच्छी है परिंदों की
कभी मंदिर पर जा बैठे
तो कभी मस्जिद पर जा बैठे...

Jis Dil Mein Ham Bass Jayein

Khubiyan To Itni Nahi Ham Mein,
Ki Har Dil Mein Bass Jayein,

Par Itna Vishwas Se Keh Sakte Hein,

Ki Bhulana Nahi Aasaan,
Jis Dil Mein Ham Bass Jayein....

Na gujarna ‪Eid‬ ke din Masjid‬ ke paas se

Eid ka Chand
Na gujarna ‪#‎Eid‬ ke din kisi ‪#‎Masjid‬ ke paas se,

Kahin log ‪#‎Chand‬ samajh kar ‪#‎Roja‬ na tod de,

Hokar khafa khuda tumse kahin

#Chand jaise chehre banana na chhod de....