Main ho jaunga badnam pehle naam hone do
अभी #सूरज नहीं डूबा ज़रा सी #शाम होने दो
मैं खुद लौट जाउंगा मुझे नाकाम होने दो
मुझे #बदनाम करने का बहाना ढूँढ़ते हो क्यों
मैं खुद हो जाऊंगा बदनाम पहले नाम होने दो !!!
अभी #सूरज नहीं डूबा ज़रा सी #शाम होने दो
मैं खुद लौट जाउंगा मुझे नाकाम होने दो
मुझे #बदनाम करने का बहाना ढूँढ़ते हो क्यों
मैं खुद हो जाऊंगा बदनाम पहले नाम होने दो !!!
Aakhir Keh Hi Daala Us Ne Ek Din
Is Kadar Toote Ho Bikhar Kyun Nahi Jaate
Kab Tak Jeeyoge Ye Dard Bhari Zindagi
Kisi Raat Khamoshi Se Mar Kyun Nahi Jaate... :(
Har Khushi Gam Ka Elaan Hai
Har Mulakaat Judaai Ka Elaan Hai
Naa Rakhna Kisi Se Umeed
Har Umeed Dil Tootne Ka Farmaan Hai...
Rone Se Kisi Ko Paaya Nahi Jaata
Khone Se Kisi Ko Bhulaaya Nahi Jaata
Waqt Sabko Milta Hai Zindagi Badalne Ke Liye
Par Zindagi Nahi Milti Waqt Badalne Ke Liye
Saath agar doge to muskrayenge zarur,
Pyar agar dil se karoge to nibhayenge zarur,
Raah mein kitne kante kyon na ho ,
Awaz agar dil se doge to aayenge zarur…