Page - 208

Khoja tha unko saare jaha mein

Unki talash mein kadam khud hi nikal gaye,

Unki yaadon mein armaan pighal gye,

Khoja tha unko saare jaha mein lekin

palke band ki to wo ankhon mein hi mil gaye...

Jisko aap chaho khushnaseeb hoga

Na jaane wo kaun itna haseen hoga..
Aapke haath me jiska naseeb hoga..
Koi aapko chahe ye koi badi baat nahi..
Jisko aap chaho wo khushnaseeb hoga...

Aankhon Main Kaajal Lagaaun Kaise

Mohabbat Ke Sapney Wo Dikhaatay Bahut Hain

Raaton Main Wo Ham Ko Jagaatay Bahut Hain

Main Aankhon Main Kaajal Lagaaun To Kaise

In Aankhon Ko Log Rulaatey Bahut Hain!

Jinhe sabse jyada pyar kiya

Jhuki palko se unka deedar kiya tha,,,

Sab kuch bhula ke unka intzaar kiya tha,,,

Wo jaan hi Naa paye jazbaat kabhi,

Jinhe duniya mein sbse jyada pyar kiya tha....

Isliye maine uska haath na choda

Dil kehta hai uska naam koi or naa le,

Un bheegti ankhon ka jaam koi or naa le,

kuch isliye bhi maine uska haath na choda,

Wo gir jaye to use thaam koi or naa le…