DUKH achha bhi hota hai
Log kehte hein DUKH bura hota hai,
Jab aata hai tab rulata hai
Par ham kehte hein DUKH achha bhi hota hai
Jab aata hai tab apno ki pehchan to karata hai
Log kehte hein DUKH bura hota hai,
Jab aata hai tab rulata hai
Par ham kehte hein DUKH achha bhi hota hai
Jab aata hai tab apno ki pehchan to karata hai
Na Tum Door Jana,
Na Hum Door Jayege
Hum Apne Apne Vaade Nibhayege
Bahut Acha Lagega Zindgi Ka Safar
Tum Wahan Se Yaad Karna,
Hum Yahan Muskurayenge...
Sishe mein dikhti aapki parchai,
kehti hai humse ki aap ho sharmai,
yeh kaisi hai rusvayi,
Mann karta hai thaam lu aapki kalai,
kyunki ab to sahi jaye na ye judaai...
Dil dharakta hai tujhe dekhun to,
Saans bhi meri rukne lagti hai…
Pyar itna hai mere dil mein sanam,
Rooh bhi meri khinchne lagti hai…!
Chain milta hai jab mein dekhun tujhe,
Warna ye saans bhi rukne lagti hai…!!!
Itna khoobsurat chehra hai tumhara
har dil diwana hai tumhara
log kehte hai chand ka tukda ho tum
lekin ham kehte hai chand tukda hai tumhara...