Page - 498

Har saksh beimaan nazar aata hai

उनको आजकल हर सख्स बेईमान नज़र आता है
सिर्फ खुद और खुद में उन्हें ईमान नज़र आता है
सोच ठीक है मगर दिशा कुछ और दिखती है,
हर कथन उनका एक फ़रेबी फ़रमान नज़र आता है

Jo tere saath dekhe the khwaab

Jo tere saath dekhe the mujhe vo khwaab mod de
Jo tujhse puche the mujhe un swaalo ke jawaab mod de
Jo tujhe diye tha mujhe vo fool gulaab mod de aur
Jo tere paas pda hai ek Dil mera us dil ko tu es nawaab ko mod de

Kitni taklif hai dil mein kya btau

Kitni taklif hai dil mein tujhe kya btau,
tu mujhse baat kare to mein kuch bol pau,
jab takk hai saanse tab takk hi intzar kar skte hani,
rukne ke bad fir kaha tujhse baat kar sakte hain,

roz raat to tujhe kuch bolna chahta hu,
par teri khamoshi se mein darr jata hu,
fir kehta hu bahut taklif hai dil mein tujhe kya btau,
tu mujhse baat kare to mein kuch bol pau...

Dil ke bazaar mein daulat naa dekho

Dil ke bazar mein daulat nahi dekhi jaati
Pyar ho jaye to surat nahi dekhi jaati
.
Ek hi insaan pe luta do sab kuch
Kyun ki pasand ho cheez to keemat nahi dekhi jaati

Gum Bhulana Ko Facebook Chalate Hain

ना जाने कितने मौसम गुजर गये तु जो गयी तबसे एक ही मौसम चल रही हैँ
बरसात की जो मेरे आँखोँ से दिन रात ठहर ठहर गरज गरज के बरसते हैँ ।
देखने को तेरी एक नजर मेरी सूरत तरसते हैँ ।
तु सो गई होगी चैन से पर मेरी आँखे सोने से पहले बरसते हैँ
भीँग जातेँ हैँ बदन फिर नीँद किसे आतेँ हैँ
तेरा गम भुलाने को फेसबुक चलाते हैँ
अपना सुख दुःख दोस्तोँ को सुनाते हैँ
तुने वफा ना की अब हम सब वेवफा नाम तुझे दे जातेँ हैँ
कल मिलेँगे दोस्तोँ आज वेवफा के लिऐँ मर जाते हैँ