Page - 501

Apne pyar ka aashiana sajaya

अपने प्यार का अशियाना, कभी हमने भी सजाया था
उसके ज़र्रे ज़र्रे ने फक़त, मोहब्बत का गीत गाया था
लम्बे वक़्त तक महफूज़ रखा हमने पर,
एक लम्हें में लुट गया सब, जो बड़े नसीब से पाया था

Zindagi ek khwab hai kabhi bhi

ज़िंदगी एक ख़्वाब है, कभी भी टूट सकता है
हुस्न का भी क्या भरोसा, कभी भी रूठ सकता है
ज़िंदगी गुब्बारा है, अहसास की हवाओं का
प्यार से पकड़ो, वरना कभी भी फूट सकता है

Aankhon mein nami rehti hai

Tere na hone se Zindagi mein
bas itni si kami rehti hai,

Main chahe lakh muskurau
in aankhon mein nami rehti hai...

Mohabbat Ko Kyun Badnaam Karte Ho

Kyun Daaman Ko Dagdar Karte Ho,
Kyun Bewafa Se Mohabbat Karte Ho,
Jo Poojta Hai Tumhein Khuda Ki Tarha,
Kyun Uski Mohabbat Ko Badnaam Karte Ho…

Tujhse door hum jaa nahi sakte

Tujhse door ab hum jaa nahi sakte
tujhse pyar kitna hai ye hum btaa nahi sakte ♥
.
humhe maloom hai ye zindagi chaar din ki hai
lekin tere bina ye chaar din hum bita nahi sakte ♥