Chah kar bhi hum tujhse
door jaa naa sakenge
teri yaad mein kitne pagal hain
ye hum bataa naa sakenge
gum iss baat ka nahi ki tujhse mil naa payenge
dard iss baat ka hai ki
tujhe marte dum takk bhula naa sakenge...
मुझे आज भी इस उम्र में उनकी याद आती है
वर्षों गुज़र गये पर कल की बात नज़र आती है
उनकी मुस्कराहट नाचती है आंखो के सामने
दिल के अंधेरे कोने में बिजली सी चमक जाती है
क्या वो भी हमारी याद में दिल को जगाते होंगे
क्या कभी उनकी सोच में वो पल भी आते होंगे
मैं खूब समझता हूँ मजबूरियां उनकी
वो किसी के डर से नाम जुवां पर न लाते होंगे
Kya gunah kiya maine ke tuhne mujhe ye saza di
mujhse door hone wali aisi kaun si wajah thi
.
main to aaj bhi tere saath rehna chahta hun
lekin mujhse alag hone mein ek teri hi raza thi...
Faasla Itna Barhane Ki Zarurat Kya Thi,
Tujhe Mujh Se Rooth Kr Janay Ki Zarurat Kya Thi,
Ab Jo Mujh Se Rooth Kar Udaas Rehte Ho,
Apna Haath Mere Haath Se Chhurane Ki Zarurat Kya Thi
Dunia Kab Kisi K Gham Ko Apna Gham Samajhti Hai
Tujhe Apna Gham Dunya Ko Dikhane Ki Zarurat Kya Thi,
Main Aaj Takk Is Baat Ko Nahi Samajh Paya
Jab Sath Tumhare Main Tha
To Tum Ko Zamane Ki Zarurat Kya Thi !!!