Page - 514

Hum sheeshe ka ghar bna baithe

फिर उसी चाँद से रिश्ता बना बैठे,
फिर उसी सादगी से फरेब खा बैठे
पत्थरों से थे तालुकात हमारे,
और हम शीशे का घर बना बैठे... :( :'(

Yaaron Ke Bin Kaise Jee Payenge

YE HAI FB KI DUNIYA YARO SANG JEENA MARNA
DO LECTURE KARKE PADHAI  SARA DIN MASTI KARNA
YAHI WO DIN HAI JO YAAD AAYENGE
YAARON KE BIN HUM KAISE JEE PAYENGE

Jo Dil Mein Utar Jate Hain

Phulo ka kya hai Khilkar bikhar jate hain,
Zindagi ki raho me log milkar bichad jate hain

Muskhil hota hai bhoolna unko,
Jo rishte bankar DIL mein utar jate hain <3

Mera dost kuch din se laapta hai

A boy to Police inspector:-
Sir mera dost kuch din se laapta hai
.
.
Inspector : aakhri baar
kab aur kahan dekha tha ???
.
.
.
Boy : #WhatsApp pe 3 din
pehle ka last seen hai..

Apne Doston ko Muskurahat Dekh Kar

मुझे इतनी फुर्सत कहाँ कि
मैं तक़दीर का लिखा देखूं
बस
अपने दोस्तों की मुस्कराहट देख कर
समझ जाता हूँ कि मेरी तक़दीर बुलंद है..!!! :)