1 aalsi dost dusre dost ko raat 2 baje phone karta hai.
.
1st- hello, bhai jaldi aa kuch kaam hai
2nd- kya kaam hai yaar mujhe nind aa rhi hai ,
main nahi aa raha
.
1st- yar plz aja kuch jaruri kaam hai
2nd- muje nind aa rhi he, K
bye. Gudnyt Phone Cut.
.
Kuch der baad 2nd dost ko lagta hai. jaruri
kaam hoga, wo rat 2 bje us dost ke ghar jata hai
.
.
2nd- haan bol kya kaam hai?
1st- bhai, wo light or T.V. band karde :D :P
हवा के साथ तो, कोई बच्चा भी दौड़ लेता है
धावक तो वो है जो, हवा का घमंड तोड़ देता है
आसान सी जिन्दगी जीने में क्या मज़ा,
इंसान तो वो है जो, हर मुसीबत से होड़ लेता है
Ek baar Santa ka padosi Usse puchta hai k
Tere ghar se hamesha hansne ki aawazein kyu
aati rehti hain...??! #Santa Replied:
.
.
.
Meri biwi mujhe joote se maarti hai...
lag jaaye to wo hasti hai,
na lage to main hasta hun :D :P
Ek jaise dost sare nai hote,
Kuch hamare hokar bhi hamare nai hote,
Kehne ko to sab apne hi hain,
LEKIN...
.
.
.
.
kuch sab ke hote hain hamare nai hote....