Page - 567

Suno Meri Aawaz Mein Nagma Pyar Ka

ना पूछो हाल मुझसे #धड़कनो की #रफ़्तार का
असर आज भी है आँखों में मेरे #दीदार का <3

लिख दिया है अपना #अफसाना लफ्ज़ो में तुझको
सुन लो मेरी #आवाज में एक #नगमा #प्यार का <3

Dulha May I Kiss You Darling

Dulha #Romantic Andaaz mein Bola
May I Kiss U Darling ?
.
.
.
.
Dulhan Sharmate Hue Boli
Hamne To kabhi Gairon ko bhi Manaa Nai kiya,
Aap Toh Fir bhi Apne Ho :P

Aaina bhi barbaad Dil ki tarha

Ajeeb hain haalat #Aaine ki bhi
Is barbaad #Dil ki tarha
.
.
.
.
Ise bhi badal dete hein log
Aksar todne ke baad...... !!!

Facebook Ke Bahar Bhi Duniya Hai

Papa: Beta Facebook Ke
Bahar Bhi Ek Duniya Hai..!!
.
.
.
.
.
.
Beta: Oh Really Papa….??
Zara Link To Send Karna Uska :P :D

Mere Dil ke kitna paas ho aap

Aap Nahi jante ke kitne khaas ho aap <3
Aap nahi jante ke mere Dil ke kitna paas ho aap.
#Tanhai ke andhere mein jo mere Dil ko roshan karta hai.
Khuda kasam wo #Parkash ho aap <3